Wednesday, August 25, 2010

उसे तो कोई अकरब काटता है

               ग़ज़ल
उसे तो कोई अकरब काटता है

कुल्हाड़ा पेड़ को कब काटता है

जुदा जो गोश्त को नाखुन से कर  दे
वो मसलक हो के मशरब काटता है

बहकने का नहीं इमकान कोई
अकीदा सारे करतब काटता है

कही जाती नहीं हैं जो जुबां से
उन्ही बातों का मतलब काटता है

वो काटेगा नहीं है खौफ इसका
सितम ये है के बेढब काटता है

तू होता साथ तो कुछ बात होती
अकेला हूँ तो मनसब काटता है

जहाँ तरजीह देते हैं वफ़ा को
जमाने को वो मकतब काटता है

उसे तुम खून भी अपना पिला दो
मिले मौका तो अकरब काटता है

ये माना सांप है ज़हरीला बेहद
मगर वो जब दबे तब काटता है

अलिफ़,बे.ते.सिखाई जिस को आदिल
मेरी बातों को वो अब काटता है

अकरब=निकटतम व्यक्ति, 
गोश्त= मांस,
मसलक-मशरब=धर्म मज़हब
इमकान= उम्मीद,
अकीदा= यकीन विश्वास 
करतब =जादू टोना
मनसब= ओहदा पद ,
तरजीह=प्राथमिकता,
मकतब=स्कूल

आदिल रशीद
meri aur ghazlon ke liye is link par click karen.......
For urdu
http://www.aadil-rasheed.blogspot.com/

7 comments:

इस्मत ज़ैदी said...

बहकने का नहीं इमकान कोई
अकीदा सारे करतब काटता है
बहुत ख़ूब!हक़ीक़त है

तू होता साथ तो कुछ बात होती
अकेला हूँ तो मनसब काटता है
जज़्बात की ख़ूबसूरत अक्कासी

आदिल साहब मेरी किसी भी ज़बान पर गिरफ़्त अच्छी नहीं है लेकिन जहां तक मुझे मालूम है अक़रब अरबी लफ़्ज़ है जिस के मानी बिच्छू के हैं और आसमान के आठवें बुर्ज को भी कहते हैं
अगर मैं ग़लती पर हूं तो माफ़ फ़र्माइयेगा
शुक्रिया

Aadil Rasheed said...

ismat sahiba main zara kam padha likha aadmi hun mujhe aqrab ke mani behad qareebi maaloom hain agar wo alif se likha jaaye to aur agar ain se likha jaye to bichhoo hain
use tum khoon bhi apna pila do
mile moqa to aqrab kaatta hai
ye aqrab bichoo wala hai aap mere urdu blog jiska main link de raha hun http://aadil-rasheed.blogspot.com par dekhe aur jahan tak aapki zaban hai main to rafta rafta qayal hota ja raha hun aapki hazlon ka intizaar aaj bhi hai
mukhlis
aadil rasheed mansoori 9810004373,9811444626

Aadil Rasheed said...

http://aadil-rasheed.blogspot.com

aadilrasheed said...

GHAZLON KI JAGH GHALTI SE HAZLON TYPE HO GAYA
NAZARANDAZ KAR DIJIYEGA

इस्मत ज़ैदी said...

aadil sahab ,
maafee chaahatee hoon ,maine lughat us din bhee dekhee lekin ye lafz meree nazron se chook gayaa aur aisee gustaakhee sarzad ho gaee ,ye aqrab shaayad qareeb se hai,
jahaan tak aap kee urdu kee knowledge kaa sawaal hai wo apkee ghazlon men nazar aa jaataa hai ,ye aap kee munkaserulmezaajee hai ,warnaa to zabaan par aapki giraft behad mazboot nazar aatee hai ,
bahar haal ek nayaa lafz sikhane ka shukriya aur
ghalatee kee maafee ke saath Khudaa haafiz

meraa ek blog seraat e mustaqeem ke naam se bhee hai mauqa mile to dekhane kee zahamat farmaaen
shukriya

Aadil Rasheed said...

ismat sahiba is men muaafi ki koi zaroorat nahihai aadmi kabhi mukammal nahin hota kai baar aisa hota hai ke ham ek lafz ya ek zaaviye se anjaan hote hain jaise aapne ne maafee likha lafz muaafee hota hai meem par pesh hai is se main aap par ungli uthaun ye ghalat hai kyuke muaaf ko hindi ne maaf ab urfa-e-aam me mushtamil hai
ek waqiya hai ke quraan ka ek lafz kisi ke samajh me nahin aaya usne tamaam aalimon se kitabon se jaanna chaha magar kahin uska sahi uttar nahi mila wo jahan me idhar udhar bhatakta raha magar muddton usko us lafz ke matlab nahin mile wo chhote se dehat me anpadhon me ke gaaon me jakar rehne bahut din guzar gaye ek din chulhe par doodh pakate pakte ubaal khakar bahar nikalne laga to us bachchi ki maan ne ghabra kar apni beti se kaha ke doodh nikal jaayega tab usne WAHI LAFZ kaha wo shaksh ek dam chunka ke jis lafz ko samjhne ke dar dar bhatka wo gaaon me mila usne allah ka shukriya ada kiya aur aakar un tamam aalimon ko bataya .... aap shayad jaanti nahi quraan arbi me to hai magar BADDU Arbi me. Arbi me BADDU dehati ko kehte hai ganwaar ko kehte hai
mera ek sher hai
wo shabkosh, lughat , dikshnari me mat dhoondo
bahut se lafz faqat gaaon me hi milte hain
ilm teherne kaa naam nahin is ko baant do nahin to ye tumhaare saath hi mar jaayega baant diya to zinda rahega
aapne jis blog ka zikr kiya mainzaroor dekhoonga aap kavta kosh zaroor dekhen wahan wagair kisi gharaz ke adab (yahan urdu aur hindi yun nahin likah kyun ki adab sirf adab hota haihidi adab aur urdu adab nahi) ki khidmat karne waale logon ka kaarwan hai baqaul majrooh
main akela hi chaa tha janibe manzil magar
log saath.................................
adab ka ek adna khadim
aadil rasheed
kavita kosh ka pata
www.kavitakosh.com

Aadil Rasheed said...

www.kavitakosh.com
zaroor dekhen